LOADING....!!!!!

Qurbānī Ke Masāil (3)

Published : 24 Aug 2022

Qurbānī Ke Masāil (3)

Published : 24 Aug 2022


Qurbānī Ke Masāil (3)

Qurbānī ek māl se hone wālī 'ibādat he jo māldār par wājib he. Bare jānwaro me 7 qurbānī - ya'nī 7 logo kī taraf se (ba shart ke sabhī Sunnī ho, kisī badmazhab ka hišša shāmil karne se dīgar logo kī qurbānī bhi mardūd ho jāyegī) - ho saktī he.

Qurbānī ke waqt me qurbānī karnā hī lāzim he, koī dūsrī chīz iske badle me nahī ho saktī maslan bakrā yā uskī jitnī qīmat khairāt karde, ye nā kāfī he.

Qurbānī kā jānwar be 'ayb honā zarūrī he, agar thorā 'ayb he, jeyse kān me chīrā yā surākh, to qurbānī makrūh hogī, aur zyādah 'ayb ho to qurbānī nahī hogī.


______________________________________________________________________


Matters of Qurbānī (3)

Qurbānī is an act of worship associated with wealth, which is wājib upon those with wealth. It is possible to do 7 qurbānis with 7 animals - meaning from 7 people (under the condition that all are Sunnī, there should be no deviants there or all of the aforementioned's qurbānīs will be condemned.

It is absolutely necessary to do the sacrifice at the time of qurbanī, another thing cannot take its place, for example, charity cannot be given in place of a goat or the equivalent in amount.

It is important for the animal of qurbānī to be without defects; if there is a small defect, like a hole or cut in the ear, then the qurbānī is makrūh, and if there is a bigger defect then the qurbānī will not be done.





Share It on

WhatsApp