LOADING....!!!!!

Qurbānī ke Masāil (6)

Published : 25 Aug 2022

Qurbānī ke Masāil (6)

Published : 25 Aug 2022


Qurbānī Ke Masāil (6)


Qurbānī ke jānwar kī 'umr: ūth 5 sāl, pāra (bara jānwar) 2 sāl, bakra 1 sāl.

- In jānwaro kī nasl ke nar-māda bachche denewālī na denewālī sabkī qurbānī jāiz he.

- Bakre me bakrī, dumba, dumbī, bher, nar-māda sab āgaye.

- Ūpar batāye huwe tamām jānwaro kī 'umr se kam 'umr ho to chāhe ek din bhī kam ho to qurbānī jāiz nahī; zyādah ho to jāiz balke afzal he.


______________________________________________________________________



Matters of Qurbānī (6)


The age of the animal to be sacrificed: camel 5 sāl, pāra (big animal) 2 sāl, goat 1 sāl.

- Whether any male or female offspring of the aforementioned animals are borne and provide offspring or not, they can all be sacrificed.

- When mentioning 'goat', a ram and different types of sheep, whether androgynous or not, are all included.

- Qurbānī is not permissible if any of the aforementioned animals' ages are younger by even a day; if it is more, then it is both permissible and better.




Share It on

WhatsApp